Tuesday, September 27, 2005

NIFFT-in ali haider's words

rain & fun n run
barish ka hain mausam chale thandi hawa..
kone me gali ke koi hai hai khada..
use scooter roki aur yeh kaha..
padhta nahi hai dekho yeh gadha..
fir ayegi suppli hoga bada bura...
haan barish ka hai mausam....

shaam dhal rahi hai..tum yaad aa rahe ho...
canteen ke mod par chehra tumhara dekh kar
g*** ph** rahi hai ..nani yaad aa rahi hai...
sham..

hostel ye khaamosh hai chellana tumhara dekh kar..
suppli milegi ya Y.B. hai kisko kisko khabar...
sham.....

0 Comments:

Post a Comment

<< Home